Assalam-O-Alaikum!
Ramazan Ul Mubarak K Wazaif
1: Rozana 600 Martaba Kalma Tayaba( Pehla Kalma) Ka wird karain
2: Rozana 600 Martaba Astaghfirullah Al-Azim Wa Atubu Ilaih
3: Rozana 2 Rakat Salat Ul Toba parhain aur gunaho say sachi toba karain Aur phir 2 Rakat Salat U Hajaat parhain
4: Rozana Adha Ghanta Durood Sharif.(Kam Say Kaam 1200 Martaba)
5: Aik Mukamal Quran Pak Poray Mahinay Main
Shukrea, Wassalam.
See/Print Wazifa In Urdu/Arabic. View/Print Shaban Fazail 1 View/Print Shaban Fazail 2 Shukrea,Wassalam.
Mahina Pora Honay Per Hamain Ijtemae Dua K Lea Naam...