Assalam-O-Alaikum!
Mah e zul qaida 1432 ka wazifa
1: Her Namaz K baad 111 martaba parhain
(Ya Zal Jalali Wal Ikram)
2: Rozana Adha Ghanta Durood Sharif.(Kam Say Kaam 1200 Martaba)
3: Pooray mahinay main 3 rozay
4: Is mahinay ki her raat main do rakat nafal parhay,
her rakat main Surah fatiha k baad Surah ikhlas 3 martaba parhain
View/Print Complete Wazifa In Urdu/Arabic.
Shukrea, Wassalam. ...