MAH E Jamadi us Sani 1432 K Khusoosi Wazaif Aur Azkar
Assalam-O-Alaikum!
MAH-E-Jamadi us Sani K Khusoosi Wazaif Aur Azkar
1: Rozana 500 Martaba is tasbeeh ka wird karain
Alhamdullilahi hamdan kasiran kasira tayyiban mubarakan feehee
2: Pooray Mah Main 3 Rozay
3: Ghar K Tamam Afraad Mil Kar Rozana Adha Ghanta Durood Sharif Ka Wird Karain
4: Rozana 2 Rakat Nafal Baad Namaz E Isha Is Tarah Parhain K Her Rakat Main Surah Fatiha K Baad 13 Martaba Surah Ikhlas Parhain.