Currently Reading : Islam sms
HOME SUBMIT SMS Join Us On Facebook RSS FEEDS ABOUT US CONTACT US
Sponsored Links

CATEGORY
 
  
Advertisement

Islam SMS / Text Messages
New / latest Islamic SMS, Islamic SMS text messages, urdu Islamic SMS, hindi Islamic SMS, english Islamic SMS, send islamic quotation & free religious messages,Ahadees SMS, Hazrat Ali Quotation, Qurani Aayat sms.
 

Different Alqab(Titles) of GAUS-E-AZAM.. 1.Sayed Mohiyuddin Amrallah. 2.Shaikh Mohiyuddin Fazlallah. 3.Aulia Mohiyuddin Aarallah. 4.Maulana Mohiyuddin Noorallah. 5.Gaus Mohiyuddin Qutuballah. 6.Sultan Mohiyuddin Saifallah. 7.Khwaja Mohiyuddin Farmanallah. 8.Makhdoom Mohiyuddin Burhanallah. 9.Darvesh Mohiyuddin Ayatallah. 10.Miskeen Mohiyuddin Gausallah. 11.Faqir Mohiyuddin Shahadatallah.

 

Khuda Ke Fazl Se Hum Par He Saaya Ghaus-E-Azam Ka
Hume Dono Jahaa Me He Sahaara Ghaus-E-Azam
Farishto Rokte Ho Kyu Mujhe Jannat Me Jaane Se
Ye Dehko Haath Me Daaman He Kis Ka Ghaus-E-Azam Ka
Gyarvee Sharif of Qutb al Rabbani, Mehboob-E-Subhani, Hazrat Shaikh Abdul Qadir Jilani Radiyallahu Anhu Mubarak

 

Gaye ek waqt me sattar murido k yaha aaqa, samajh me aa nahi sakta muamma GHAUS E AZAM ka.. Fariste madrase tak sath pahuchane ko jate the, ye darbar e ilahi me hai rutba GHAUS E AZAM ka..

 

Sarkar ka irshad hai k, 3chizen qayamat k din Arsh k niche hogi, 1-quran-e-pak k jhagdega bando se, quran-e-pak k liye zahir hai aur batin. 2-amanat. 3-Rishta dari jo pukaregi k jis shaksh ne mujhko joda Allah isko apni rehmat se milade aur jisne mujhko toda Allah apni rehmat se isko juda karde.

 

Hadees shareef hai ki jo shaksh jhuta khwaab bayan karega woh JAHANNUM k sabse nichle hisse mein jayega.

 

"Din" ki Roshni mein RIZQ Talash karo..
Aur
"RAAT" ki taariki mein "Usay" Talaash karo jo tumhen RIZQ Deta hai
Hazrat Ali (RTA)

 

HADEES-E-NABWI(S.A.W) "Musalman ko jo ranj, dukh, fiker, gham, takleef or pareshani paas aati hai yahan tak k usay ek kanta b chubta hai to ALLAH us takleef ko us k kisi na kisi gunah ka kaffara bana deta hai." "Allah us shaks ko abad karta hai jo Hadees-e-Pak S.A.W sun k dosron ko pohanchaye"


Sponsored Links


 

Dukh dard o alam sab kat'te hai, hasnain k sadke bat'te hai, tajalliyon ki ajab hai fiza MADINE mein, nigah-e-shauq ki hai intiha MADINE mein, gham-e-hayat na khauf-e-qaza MADINE mein. namaz-e-ishq karenge ada MADINE mein, idher udher na bhatakte phiro khuda k liye, barah-e-rast hai raah-e-khuda MADINE mein.

 

Prophet(pbuh) said"let your tongue always be moist with remembarance of allah"
at-tirmithi 5/458

Sallu a'lal Habeeb!

Sall'allaho'ala Mohammed.

 

utha wo jo tha "meem" ka parda shab-e-meraj, AHMED ne AHAD aapko paya shab-e-meraj, HAZRAT hi ki surat ko gaye dekhne HAZRAT.... HAZRAT hi the HAZRAT ka tamasha shab-e-meraj.. .. Ek shaan k do naam hai ALLAH o MOHAMMAD(s.a.w) , ummat pe khula hai ye moamma shab-e-meraj.. ..

 



 
LATEST SMS
 By Malik Zulq 
 By Malik Zulq 
 By Malik Zulq 
 By Malik Zulq 
 By Malik Zulq 
 By Malik Zulq 
 By Malik Zulq 
 By Malik Zulq 
 By Malik Zulq 
 By Malik Zulq 
SUBSCRIBE DAILY SMS

Join our group and receive "SMS of the day" delivered directly into your mailbox.
Email:

Google +1 Button
SPONSORED LINKS
SATISTICS
TOTAL CATEGORIES
  74
TOTAL SMS
  15025
USERS ONLINE
  1044  
SEARCH

SPONSORS

Bookmark and Share