phir hui Sheen Alif Meem KHUDA Khair karay,
pee liya Jeem Alif Meem KHUDA Khair Karay,
Ishq pehla hai ho na jaoun kahee’n dar hai mujhay,
Noon Alif Kaam Alif Meem KHUDA Khair karay…
Naa Aayegi meri Yade, Tumhe fir se satane
ko,,
Naa Hogi sada koi, tumhe fir se Manane
ko,,
Mujhe Aawaz jab doge fir khamoshi paoge
Naa hoga kabhi koi, fir Laut Aane ko,,
Kahi jab dur Jaoge, mera saya Na paoge
Koi na pas me hoga,
Naa koi bulane ko.
Dekhoge kiska Chehra, fir Tanhaiyo me
Yuhi
Naa hoga kabhi koi, hasane ko Rulane ko.
Naa hogi meri Sanse, na me Aawaz dunga Chahunga tumhe Tab b, umar bhar
Muskurane ko.
Suna lena kabhi khud ko, meri ye Dasta jo
hai
Lamhe b lagenge kam, meri dasta sunane
ko.
Naa milna kabhi na mujhko yad karna
Basa lena meri Yaade, kabhi bas Gunguna
ne ko.
Karoge Yaad tum b to kabhi Tanhayi jab
hogi
Tumhe me Yaad Aaunga bas 1 Lamha bitane ko…!!!
Sheher JamaL Ke Khas O Kha-Shaak Ho Gae
Ab Aaye Ho Jab Aag Hai Hum Khaak Ho Gae
Hum Se Farog-E-Khaak Na Zebaii Aab Kii
Ka’ee Kii Tarah Tohmat-E-Poshak Ho Gae
Peerahan-E-Saba Tu Kisi Tor SiL Gaya
Daman-E-Sad Bahaar Magar Chaak Ho Gae
Aey Abr-E-Khas! Hum Pe Ab Barasne Ka KhayaL
JaL Kar Tere Firaak Me Jab Raakh Ho Gae
Qaim Thay Apne Ahad Pe Yeh Deedah Haaye Ghum
Kia Yaad Aa Gaya Hai Keh Nam-Naak Ho Gae
Ab Tak Junoo’n Hii Apna Asasa Raha Gar
Tujh Se MiLe Sahib-E-Adraak Ho Gae
Khushbu Toh Ban Na Paaye So Kuch Hum Se Be-Hunar
Aey Mauj-E-Saba Tere Pe-Chaak Ho Gae . . . */
Bheer men chaaron taraf chehrey anjaaney miley
Merey apney aaj mujh sey ban k begaaney miley
Tha bharosa doston par itna keh mujh sey na pooch
Jin k haathon men they pathar log pehchaney miley
Ban k marham waqt hi bharta hai har ek zakham ko
Jesey jesey waqt beeta zakham puraney miley
Kis k aagay rotay or sunaatey apni dastaan
Basti thi ujri hui sunsaan thikaney miley
Ab na maangen gey Ellahi zindagi ki bheekh hum
Ishq men shamma ki yeh kehtey huey parwaney miley
Dil diya tha naaz sey jis jis ney apni jaan ko
Chund tootay dil k tukray unko nazraaney miley
Maazi ki yaad men sab doobay huey thay is qadar
Khawab terey shehar k sab log deewaney miley. . .*)
Toota Sitara Dekh Kr…
“USY Hm YAD AYENGE”
Kisi Se Sath Jb Choota
“USY Hm YAD AYENGE”
Abi To Urh Raha Hy Wo Nai Chahat K Par Le Kr,
Uska Par Kbi Toota…
“USY Hm YAD AYENGE”
Usy Jis Pr Yaqeen Hy Aaj to Emaan Ki Had tk,
Wohi Nikla Jo Kal Jhoota…
“USY Hm YAD AYENGE”
Us K Ashk PaLkon Se Chune Ga Kon Phir Jane…?
Kisi Se Wo Kbi Rootha
“USE HM YAD AYENGE”
Mohabat K Safr Me Hr Koi MukhLis Nhi MiLta
Kisi Rahzan Ne Jb Loota…
“USE Hm YAD AYENGE…!!!
Qasam le lo>
Tumare bad
Kisi ka khawb dekha ho,
Kisi ko ham ne chaha ho,
Kisi ko ham ne socha ho,
Kisi ki Aarzu ki ho,
Kisi ki justujo ki ho,
Kisi ki rah dekhi ho,
Kisi ka qurb maanga ho,
Kisi ko sath rakha ho,
Kisi se aas rakhi ho,
Koi umeed baandhi ho,
Koi dil me utara ho,
Koi tum se pyra ho
Koi dil me
bsaya ho
Koi apna bnaya ho
Koi rootha ho to ham ne
Usay ro ro k manaya ho,
December ki haseen rut me
Kisi ka hijar jheela ho
Kisi ki yad ka mosam
Meray aangan me khila ho,
Kisi se baat karny ko
Kabi ye hont tarsy hon,
Kisi ki bewafai per
Kabi ye nain barsay hon,
Tum rooth jao muj se, aesa kabi na karna.
Main ek nazar ko tarsoon, aesa kabi na karna.
Main pooch pooch haroon, so so sawal kar k.
Tum koi jawab na do, aesa kabi na karna.
Muj se hi mil k hansna, muj se mil k rona.
Muj se bichhar k jee lo, aesa kabi na karna.
Tum chand ban k rehna, main dekhta rahon ga.
Kisi roz tum na niklo, aesa kabi na karna.
Tum chaley jao jab bhi, to dekhon tumhara rasta.
Tum lot k na aao Aesa kabi na karna…!
Kuch aisa ho ye shaam dhaley..
koi hath main thamey hath mera..
koi ly k mujhko sath chaley..
koi bethe mere pehlu main..
mere hath pe apna hath dharey..
aur ponch k aansun aankhon se..
wo dhere se ye baat kahe..
“yun tanha safar ab kat’ta nahe..
chalo hum bhi tumharey sath chalen” ……..
Ajeeb dastan hoti hai dosti ki..
Larna milne se b acha lagta hai..
Lar k manane wale b hote hen kuch..
To kuch ko chirana acha lagta hai..
Dost k muh se kuch sunne k liye..
Kbi jhuk jana b acha lagta hai..
Safr train ka ho ya zindagi ka..
Khatm he nai hoti batein..
Phr b khamosh reh kr muskrna acha lgta hai..
4 dosto me lgta hai mil gai puri duniya..
Baki sb bhol jana acha lgta hai..
Yaro hmesha sath rhna..
Ye tmhara yarana acha lagta hai.
Hawa Ke Hote Hue Roshnii Toh Kar Jaaye,
Merii Tarah Se Koi Zindagii Toh Kar Jaaye.
Tamam Umar Tasaf Mein He Basar Ho Gii,
Terii Taraf Se Nazar Be’Rukhii Toh Kar Jaaye.
Charag-E-DiLL Tehe Mehrab-E-Jaa’n Na Chorde Gii,
Hawa Ke Saath Koi Dushmani Toh Kar Jaaye.
Phir Is Ke Baad Jaha’n Mein Kahin Panah Nahin,
Tere Huzoor Yeh Jaa’n Sar’Kashi Toh Kar Jaaye.
Woh Dushmani Ke Bhii QabiL Na Mujh Ko Chorde Ga Shakir,
Us Aadmi Se Yeh DiLL Dosti Toh Kar Jaaye…..*/


