Lgta nhi ha dil mra ab hr sawal ma
# Ghazal #
*Lgta nhi ha dil mra ab hr sawal mai,
Kis ki bani hai ye examination hall mai,
*Waqt-e-daraz mang k laey thay 3 ghantay,
2 sawal maikat gaey aur 1 jawab mai,
*Controller se gila na examiner se shikwa,
Qismat mai fail hona likha tha bus isi sal mai,
*Is parhai se kaho kahin aur ja basay,
Itni jaga kaha ha demagh-e-dagdar mai,
*Kitna hai bad naseeb student nakal k leay,
Do kagaz k tukray na milay poray hall mai..!!!
...
Characters : 462 | Sms Length : 3 | Views : 937
|
|